how to make effect program file in led edit 2019
hello aur namaskar dosto swagat aapka humare blog ki ek or post mai dosot aaj ki post mai aapko btane wla hu ki l e d edit 2019 mai kaise prograam file kaise bnate hai
dsoto uske liye aapke pas led edit 2019 software hona jarurui hai or usi k sath windows 10 bhi hona jruri hai.
agar aapke pass software na ho to download karne k liye niche diye link per click kare
dowenload letest version
dsoto software downlaod karne k baad aapko software install kaena hai aur uske baad niche di gyi stetps ko follow karna hai.
and agar dosto aapke computer ya laptopmai software instaall karne mai kisi tarah mki poroblem aa rhi ho to aapko dot net update karna hoga uske liye aap humari yeh post jarur padhe
dosto aab aapne agar software install kar liya ho to humare diye gye steps ko follow kare
led edit 2019 mai prograam kaise bnaye
STEP 1 software install karne k baad aapko kuch is tarh ka interface dikhega

step 2 — uske baad aapko top left mai ek option dikhega usme aapko newe per click karna hai

step 3 — dosto uske baad aapke samne kuch is tarah ka interface ayega yaha per aapko 3 steps ko follow karna hai
step—- 3.1 dosto yaha per sabse pehle apna controller select karna hoga jo bhi controller use karna chahte hai wo controller
step —– 3.2 dosto ab aapko yaha per apne port mai led count ko select karna hoga i mean aap ek port mai kitni led use karte hai us hisab se ek port maxximum 2048 led ko support karta hai. or yaha per by default 1024 dala hota hai to aapko wo dekh lena hai agar aap multi port controller use kar rhe haiu to
step — 3.3 dsoto aapko iske baad aapko file ki saving location ko set karna hai dosto yaha per yeh option pehle de diya hai jisa aapko Dhyan rakhna hoga
step 3.4 iske baad aapko ok per click kar dena hai

STEP 4- ontroller ko select karne k bad aapko wapas se homepage dikhega isme aapko edit layout per click karna hai

STEP 5 —– uske baad aapke samne ek new tab open ho jayegi is trab m ai dosto aapko jada cherkhani nahi karni hai jaise jaise mai krrha hu apko bhi waise waise karna hai bss dosto aapko isme setting tab per click karna hai or iske baad. aapke samne ek new tab open ho jaygi.

dosto is tab mai aapko apna layout, wiring , or post led chack karna hai to dosto isme bhi aapko 3 step karne hai
STEP 6.1 — dosto sabse pehle aapka yaha se drop down karke apne wiring ka daigram select kar lena hai.
STEP 6.2 — dsoto iske baad aapko apne ;led layout k hisab se aapne led ki sixe ko yaha enter kar dena hai
STEP 6.3—- dosto waise to yeh choti siu bat hai lekin ek bar jarur chack kar lijiye ki jo port value aapne waha dali thi wo sahi hai ya galat
STEP 6.4 —– USKE BAAD OK PER CLICK KAR DE

STEP 7 —- Dosto uske baad aapke samne blanck screen rhegi aapko kahi per bhi ek bar right click kar dena hai dhyan rakhna dosto ye click sirf black area mai karna hai. to apka automatic layout select ho jayega. iske baad apko is tab ko permanently close kar dena hai

STEP 8 — iske baad aapko effects option per click karna hai
STEP 8.1 — dosto ispe click karne k baad kuch is tarah ki tab open ho jayegi isme aapko strep by step mai bhutton bta deta hu
STEP 8.2 open video – dosto is option ki madad se aap apne pc mai rakhi hui kisi bhi video or mp4 3gp ya avai file ko is led edit software mai run kar payenge
STEP 8.3 — SPEED- ORIGNAL SPEED+ —- Dosto in teeno option se aap speed ko control kar skte hai.
STEP 8.4 ENTER TEXT dosto ius option mai aap apne effect mai name add kar skte hai
STEP 8.5 CLOSE VIDEO – dosto is option se aap jab aapki recording puri ho jayegi prograam ki tab isko isko use karne k baad he aap apni prograam file ko export kar payenge
STEP 8.6 —- RECORDING , FAST RECORDINGS , SSTTOP — dosto in teeno button ki help se aap apne prograam ko aram se speed ya slow kisi bhi tarike se record kar payenge.
STEP 8.7— EFFECTS LIBRARY — Dosto in noption se aap apone pc ya laptop mai rakhi sabhi swf tol or avi mp4 sabhi files ko mport kar payenge.

STEP 9 – dosto iske baad aap jab step 8.7 se effects import kar lenge to yaha se in effects ko run karke record kr lijiye
dsoto agar aapke pass effects nahio hai to aap humse kharid sakte hai ==
STEP 10 – —- iske baa dosto aapko file ko export karnba hoga iske liye aapko export button per click karna hoga

dosto ispe click karne k baad apko apni yaha se apni ic select karni hogi or uske baad ok karne k baad aapki file export ho jayegi aapki location pe jo aapne first mai di thi
dosto aasha karta hu aapko meri ye post pasand ayi hogi agar acchi lagi to like kar dena or iska video aap humare youtube chasnnel bhipura ka pura tutorials dekh sakte ha.
SUBSCRIBE — https://www.youtube.com/channel/UC56UweCNXIvMfxQdJh7ReDA/